Wednesday, September 28, 2011

sai -the magical word which has enthused in millions a faith which is unshakable , impenetrable.
A fakir who came about roaming to the village of Shirdi is revered by an ever increasing number of devotees.
Apart from his lifestory which mainly revolved about alleviation of the suffering multitudes who came to him , there are quite a few uniquenesses attributed to him.
 The first is the form of his worship. While externally it may take the normal course of rituals , it has a very peculiar effect on the mind and soul.
As any one walks one step towards him ,there and then he undergoes an internal and exotic feeling of proximity to the almighty.
His devout and pure lovers donot worship His idols ,maybe they don't even worship the saintly figure who descended on earth and was entitled by his contemporaries as sai , they worship 'their baba , their sainath ,their deva ,their sainath maharaj '.

The word baba is an outflow of pure love , is an exhibit of firm faith , of trust .
You donot pray to him , you  make him an equal partner of your life , your own self , rather slowly and steadily merging himself into you and yourself into him.
The love between him him and his devotee is such that can be understood only by his devotee who starts confiding before him , shedding tears before him and even laughing and playing with him .
Not only in the sorrows when he is the sole refuge , even in joy you cannot bear to part with him.
The symbols of worldly relations , because , start evaporating .
You donot worship him because...........,but only for worshipping , only for the divine pleasure that arises on bowing at his holy feet , at accepting and rejoicing in his slavery.
Every devotee discovers Baba in his own way and Baba is kind enough to bestow each one of his devotee with a treasure full of singular occurences for him to cherish . Rather it his way to say"how special you are to me and will always remain'.
His divine bliss is experienced not once but repeatedly and not in ways one would normally associate spiritual upliftments.
Rather he is so generous to take care of the pittiest needs and wishes of his devotee and fulfill them so that beyond one's ability to collect all the jewels he has given especially to us . From an atheists point of  view they maybe mere ci incidences , but then these pearls are only for a lover to know.
BLESSED ARE THOSE WHO FELT AND BATHED IN THIS DIVINE PROXIMITY AND OVERFLOW OF LOVE.

THOUSAND NAMASKARS TO SAI SHRI SAI

Saturday, November 20, 2010

SHRADDHA SABURI

sai kahe bhakto se us aamra vriksh ko dekho
usme kitne bor lagte hai
kya sab amo me badalte hai
jiski bhakti dagmagayi
us par sai ka karam ho na bhai
sai ne shraddha saburi ka mantr bataya
guru ki seva ka tantr samashaya
isme se tu jo bhi thik samajhe
dua kar uske lia sai tushe chun le
sai kahe us aamra vriksh ko dekho
usme kitne bor lagte hai
kya sab amo me badalte hai

mai to kahoon , main to kahoon
un boro ko bhi mera naman jo aamr vriksh se girte hai
girkar bhi vo sai ki chhaya me rehte hai
aaj nahi to kal sai unka bhar sehte hai
mere sai to hai bhole bhandari
yakin na ho to chale ja tu sai ki nagari
jo aasu unke charno me girte hai
unko sai amrit sa meetha karte hai
jo ek rupay unko deta hai
sai so ki laagat karte hai
sai kahe bhakto se us aamra vriksh ko dekho
usme kitne bor lagte hai
kya sab amo me badalte hai

jo kaya sai naam se jagti 
or sai naam se soti 
usse door hoti har panhoti hai
sai to ek moti hai
ye duniya shraddha saburi ki kasauti hai
shraddha saburi ki kasauti hai


sai kahe bhakto se tum rakhna mushko yaad
mai bhi tumhe nahi bhulunga
jab jab mushko aavaz lagaoge , mai nange paav aaonga
jiske man me shraddha jagi 
sai daya se uski har bala door bhagi
bhavsagar ke gehre paani me sai ka naam le
ek haath me shraddha duje me saburi ki patvar tham le
sai kahe tum rakhna mushko yaad
mai bhi tumhe nahi bhulunga
jab jab mushko aavaz lagaoge , mai nange paav aaonga

mai to kahoon , mai to kahoon
sai ko hi naavik bana lo
 banakar unke simaran me kho ja
saari chinta un par chhod unki sharan me so ja
vo prem ki kiran tushpar dalenge
bhavsagar se paar tushko utarenge
sai kahe bhakto se tum rakhna mushko yaad
mai bhi tumhe nahi bhulunga
jab jab mushko aavaz lagaoge , mai nange paav aaonga

jab jab aaye bhayankar tufaan
mat hona tu pareshaan
isko samajhna ek chunoti re
sai to ek moti hai
ye duniya shraddha saburi ki kasauti hai
shraddha saburi ki kasauti hai


sai kahe bhakto se jab jab ghere tumhe kathinai
tu akhiyon ko band karna
phir naam mera ratna
mai dukh saare door karunga
manorath tere sab poorn karunga
jab phir kholega apne chakshu 
payega ujiyara hi ujiyara chahun
ye teri shraddha ka phal hai
isko na samajhna apna bal re
jo tu na paaye ujala 
samajh lena ho raha udhar tumhara
karmo ka bandhan tut raha tu duniya se hai chhoot raha
chodna na tu sabar ki dori
bar jayegi varna tushme or rab me doori
sai kahe  jab jab ghere tumhe kathinai
tu akhiyon ko band karna
phir naam mera ratna

mai to kahoon , mai to kahoon 
mat chodna kabhi tum aasha
sai sharan me baithe dekhna saara tamasha
jo tutne lage teri shakti
tab yaad karna shabri ki ram bhakti
shabri ne jo itna sabar kiya
bhakt ne bhagvan ko jhootha prasad diya
tu bhi is kadar sai ko yaad kar 
ki sai ho jaaye tere jeevan bhar
vo saare sankat khud par le lenge
raho me teri phool hi phool bhar denge

sai kahe bhakto se  jab jab ghere tumhe kathinai
tu akhiyon ko band karna
phir naam mera ratna

jeevan ke ghane jangal me
sai ne mangana apna mangal re
shraddha or saburi hi ek shubhokti hai
sai to ek moti hai
ye duniya shraddha saburi ki kasauti hai
shraddha saburi ki kasauti hai



sai kahe bhakto se us aamra vriksh ko dekho
usme kitne bor lagte hai
kya sab amo me badalte hai